Saturday, 4 May 2013

Zindagi Kitni Khubsurat hoti,

Agar teri chahat adhoori na hoti,

Kuchh uljhane khuchh majbooriyan hoti beshak,

Magar pyar mein itni dooriyan na hoti.....




Friday, 3 May 2013